• Dear readers, our reading section is temporarily offline as we’re redeveloping it from scratch to provide you with an even better reading experience. Stay tuned!

Homemade Recipes & Cooking Tips

Post your own cooking recipes in Urdu.
Balochi sajji recipe in urduView attachment 22255 View attachment 22256
How to make Victoria Sandwich Cake Urdu Recipe
Fruit and Vegetables Decoration
Ingredients: Gosht beghair haddi ½ kg Aloo (Potato) 3 Matar (pea) Hara dhanya (coriander leaf) thora sa Tamatar (tomato) 250 gm Kali mirich (black pepper) 1 tbsp Coriander ¾ tbsp Chili 3 Adrak (ginger) 1 tbsp Piaz (onion) hasbe zarurat Ghee hasbe zarurat Nampak hasbe zaiqa Cooking Procedure Gosht ke aik aik inch ke chokor tukrey kar ke dho lein aur kisi saaf kaprey se khushk kar lein tamatar ke char tukrey kar lein aloo ko cheel kar gol qatle kat lein hari mirchon ke chey chey tukrey kar lein. Piaz chil kar is ke bhi aloo jaisey challey kat lein matar ko chil kar daney nikal lein. Aik bari karahi mein gheei daal kar aanch par rakh dain. Ghee garam ho jaye to iss mein aloo dal dein aloo narm par jayain badami na ho to ghee se nikal...
Ingredients: Champ ½ kg Ghee 125 gm Tomato 2 medium:smile: Garam masalah pisa hua 1 sp Piaz aik adad Lehsan 6 jawe Hari mirch 5 panch adad Anday (egg) 2 Lemon 1 Sufaid zirah 1 sp Sirkah hasbe zaroorat Salad 4 patay Hara dhanya Podinah hasbe khuahis Namak Surkh mirch hasbe zaroorat Procedure: 1. Chanpon ko kantay say goodein aur in par sirkah mal dein. 2. Hara dhanya, podina, hari mirch, lehsan aur piaz mila kar pees lein. 3. Yeh chatni numa amezah namak, mirch aur tamatar degchi mein dal dein aur chanpon ko bhi degchi mein daal kar itna pakaye keh chanp gal jayein aur pani bilkul kushk ho jaye. 4. Anch dhimi rakehin phir utar lein. 5. Ab anday mein namak mirch, zirah aur garama masalh dal kar phaint lein. 6...
Top Bottom