• Dear readers, our reading section is temporarily offline as we’re redeveloping it from scratch to provide you with an even better reading experience. Stay tuned!

Mohabbat Insan Ko Majboor Kar Deti Hai? From Shehr-E-Zaat Novel By Umera Ahmed

ruksana

Well-Known Reader
.....mohabbat karnay kay baad banday ko kitna jhukna parta hai sirf is khof say keh kaheen doosra aap ko chor na day......................instead of...............there should be..............

Mohabat kerny per insan ko kitna jhukna perta hai sirf isliay, kahin jisy ap mohabat kerty ho, wo apko na choor dey..

and remember mohabat ke sath khoaf ka lufz istmal kabhi mut kerna warna apki baat me wazan nahin ho ga. kyonky jahan mohabat ho wahan khof nahi or jahan khof hai wahan mohabat nahin hoti. khof mohabat ki kamzori ko prove kerta hai.
wow !! excellent ...
 
syed m

New Reader
hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm
Mohabbat-Majboor-Kar-Deti-Hai.jpg

Aik shakhs say mohabbat, insan ko kitna majboor kar deti hai.
Main nay zindagi may kisi ki parwah hi nahi ki aur ab is shakhs ki parwah ki hai tou mujhay ahsaas huwa hai keh mohabbat karnay kay baad banday ko kitna jhukna parta hai sirf is khof say keh kaheen doosra aap ko chor na day.

From Shehr-e-Zaat Novel by Umera Ahmed.​
[/QUOTE]
 
Bushra khan

true... very true
 
Top Bottom