Welcome to Readers.pk
What's this section about?
Your Favorite Writers and Why? | Readers.PK
Readers.pk ki audience aur is may paaye jaanay walay enthusiasm ko deikhtay huway yeh section banaya gaya hai. Yoon tou bay shumar Pakistani writers/novelist/poets ko parha jata hai lekin kuch aisay writers bhi hotay hein jin ki writing say aap is qadar impress ho jatay hein k woh aap k favorites may shumar honay lagtay hein, phir aap bina sochay aur aankhein band kar k bhi un ki books/novels hasil kartay aur read karna shuroo kartay hein, yehi nahi balkay aap ka enthusiasm inteha ko pohonch jata hai aur aap us writer ki new stories aur episodes ka bay chaini aur shiddat say intezar karnay lag jatay hein. Is section k zariye ham apnay Readers ko yeh platform day rahay hein jahan woh apnay fellow Readers k sath aisi reasons share kar saktay hein.
Yaad rahay aap is section may Writers kay naam say thread bana'ein gay, Jesay keh:
Sath hi aap nay kuch rules ka khayal bhi rakhna hai, jesay keh:
Umeed karta hoon k yeh section aur idea aap ko pasand aaye ga, aur aap is may participate karein gay.
Apna feedback post karnay k liye Yahan Click karein.

- Tribute to Farhat Ishtiaq on writing Jo Bachay Hein Sang Samait Lo
- A Tribute to Umera Ahmed
- Farhat Ishtiaq: The Queen of Love
Sath hi aap nay kuch rules ka khayal bhi rakhna hai, jesay keh:
- Kisi doosri site ka Link post nahi karein gay.
- Koi book ya Novel pdf ya kisi bhi form may upload ya download link sharing nahi karein gay.
- Unicode Urdu Text ka istemal nahi karein gay.
Umeed karta hoon k yeh section aur idea aap ko pasand aaye ga, aur aap is may participate karein gay.
Apna feedback post karnay k liye Yahan Click karein.
Saad Sheikh
Readers.pk founder.
Readers.pk founder.
Last edited: