Kya kabhi is raaz per say parda uth saka hai keh gham ka paymana kya hai?
Kya insan kabhi yeh maannay ko tayyar hoga keh kisi doosray ka dukh us kay dukh say bara hai?
Nahi kabhi nahi...
Us nay khud ko bataya
"Gham may giray insan ko apna dukh hi sab say bara nazar aa raha hota hai, Woh samajhta hai us say zyada dukhi tou koi aur ho hi nahi sakta"
From "Jo Rukay Tou Koh-e-Garan Thay Hum" by Aneeza Syed.
Last edited: